Hello Friends Mai Hu Rishikesh Mishra Aur Friends Aaj Baat Karenge True Balance App Jisse Ham 10,000 Kama Sakte Hai Aur Dosto Is Application Ko Signup Karne Par Hame 10 Rs. bhi Milta Hai Aur Ye Earning Ke Liye Sabse Popular Application Hai Jo Bahut Sare User Use Kar Rahe Hai.
Contents
True Balance App Kya Hai Aur Features
Guys Ye Earning Ke Liye Sabse Better Application Hai Jisse Bahut Log Earning Kar Rahe Hai Dosto Is Application Me Bahut Se Features Hai For Example :-
1.True Balance pe aap sabhi type ke plans check kar sakte hai.
2.Notification pe SIM ka main balance jaan sakte hai.Rs 11,000 tak ka amount earn kar sakte hai.
3.True balance ek balance manager bhi hain.
4.Jab apke number ka balance low ho jata hain. Toh ye apko alert kar deta hain.
5.True balance me mobile recharge karne ke liye CC Avenue hain. Jo ki ek trusted Indian merchant hain.
6.Expiry date ke sath Local call, STD call, L+STD call pack balance bhi batata hain.Local/std call rate automatic detect karta hain.
7.Kaun sa application background me sabse adhik data use karta hain, iski jankari bhi milti hain.
8.Friends ko invite aur point earn kar sakte hain.
Read More :- MobiKwik Se Free Me Rupay Kaise Kamaye
◆ Paytm Se Paise Kaise Kamaye Puri Jankari
● Computer Me Wampserver Kaise Chalaye Fully Guide
True Balance App Ke Important Promo Code
1.EASY100 : Debit/Credit/Netbanking se recharge karne par code use kare aur 1st time user ko 100% cashback milega. Maximum cashback Rs 100.
2.TRUE10 : Debit/Credit/Netbanking se recharge karne par 10% cashback milega.
3.BALANCE2 : Rs 2 cashback. Minimum recharge Rs 50.
4.UNLIMITED :Rs 1 cashback, Minimum recharge Rs 10.
TrueBalance App Signup Par Rs 10 + Refer Se Rs. 5000 Kaise Kamaye
Step 1. Sabse True Balance App Download Kare [ Download Here ]
Step 2 . Application open karne ke baad, app permission ko allow kare.
Step 3. Ab Apna mobile number Enter kare, phir mobile number ko apps ke liye OTP se verify kare.
Step 4 . Ab Aapko Rs 10 balance mil chuka hai.
Congratulations :- Aapne Susessfully True Balance App Ko Register Kar Liya Hai Aur 10 Rupay Ka Bonce Bhi Paa Chuke Hai
Dosto Aapko Ye Article Kaisi Lagi Aur Apne Friends Ke Sath Is Article Ko Share Karna Na Bhule Yadi Problem Aaye To Comment Karke Solution Puchh Sakte Hai.