Hello Friends Mai hu Rishikesh Mishra aur aaj mai Aapko bahut hi important topic per batane wala hu ki apne blog Ya Website ki speed kaise check kar sakte hai aur bhi sabhi full Report Of Website Related And More Benefit Of Check Loading Time Of Website So Friends Follow My Step With Carefully
Contents
Website ki Speed Kya hota Hai Aur Ye Important kyu hota hai
GUYS Agar Aapke Dimag Me koi Sawal Uth Raha Hai Ki website Ki Speed kyu Important hota hai to aapko bata de aapko Jyada log 2g Internet Data Use Karte Hai Agar Wo aapki Websites Ko Open kar Rahe To jyada loading time hoga to aane Wale Visitor Return Ho Jate Hai
Websites Ki Speed Check Karne Ke Top 3 Website Tools
- Google Pageinsight :- Jab Baat Website Ko check Karne ko aati hai To Google Sabse Achha Hai Speed Check Karne Ke liye Ye Website Ko check Karne Ke liye Bahut Achha tool Hai Aur Ye tool Google Ka Hai Jisse Aap Website ki Loading Speed Dekh Sakte Hai
2. Pingdom Tools :-
Ye Tool Bahut Hi Popular Aur Badhiya Hai Kyuki Jab Aap Apne Website Ka Loading Speed Check Karte Hai To Aapke Website ka Full Report Deta Hai .
3. Gtmatrix :- Ye Tool Bhi Achha hai iski help se aap apne website ka Loading time Check kar Sakte Hai Aur Bhi Popular Website hai Website ki loading time Check Karne Ke Liye Aapko Badiya Result Ke Liye Isse Bhi Check Kar Sakte hai
Read More :- Blogger Blog Ke Article Ko Copy Hone Se Kaise Bachaye Puri Jankari
Dosto Aapko Ye Article Kaise Lagi Agar Aapko Is Article Me Koi Problem Aaye Comment Kare Aur Kisi Bhi Jankari Ko Puchh Sakte Hai Aise Hi Important Daily Paane Ke Liye Hamare Website Ko Jarur Subscribe Kare
acchi post hai aur help full bhi.
Thanks sir keep vist..